Welcome to valley of Greenary

Friendly Blog: Terey jaane ke baad kisi ke bhi hum hostgator coupon Subscribe to Friendly Blog by Email

Enter your email address:

Delivered by FeedBurner

Watch live cricket streaming

Google page
on Google+

Monday, March 9, 2009

Terey jaane ke baad kisi ke bhi hum

terey jaane ke baad kisi ke bhi humho na sakekuchh aisey bichhadey ki hum ro bhi nasake
terey pyar ke saaye mein madhosh they kabhijabb neend se jaagey fir hum so bhina sake
tujhse hi seekha tha humney jeene ka falsafateri hi yaadon ke moti hum piro bhina sake
paaney ki aadat kuchh aisi lagi tumse sanamterey jaane ke ghamm ko hum kho bhina sake
~~~~~~~~~~~~
“Teri Bataain Hi sunanay aai”
teri bataain hi sunanay aaidost bhi dil hi dokhanay aai
phool khilte hein tu hum sochtay heinteray aanay ke zamaanay aai
aisi kuch chup si lagi hai jaisehum tujhe haal sunanay aai
ishq tunha hai sir-e munzil-e ghumkaun yeh boojh uthanay aai
ajnabi dost humein dekh keh humkuch tujhe yaad dilaanay aai
dil dharakta hai safr ke hungaamkaash phir koi bulanay aai
ab tu rounay se bhi dil dukhta haishaid ab hosh thikanay aai
kya kahain phir koi busti ujrilaug kyoon jashun mananay aai
soo raho maut ke pahloo mein farazneend kis waqt na janay aa

No comments:

Post a Comment